BALH--Paanch Saal Baad --part 24
Part 24
Last day of the exam…..
Priya came back after leaving the kids…
She was in the hall….. when dadi called her….
Priya went to dadi’s room ….
Priya “ dadi boliye….”
Dadi “ priya puttar … tu ek baat bata .. mujhe…”
Priya “ kya dadi ….”
Dadi “ tu mujse pyaar karti hain…..”
Priya “ dadi yeh kaisa …. Sawal hua … mein app se bahut pyaar bhi karti
hoon aur izzat bhi ….”
Dadi “ toh pittar tu iss budiyaan ki baat kyun nahi manti …”
Priya got what dadi is trying to say.. sh sat by dadi and said “ dadi …
mein ne aur unhone .. yeh faisla kiya hi tha .. ki hum dono ki ek hi aulad
hogi… aur Peehu kisi ladke se kaam nahi hain … dadi …..”
Dadi “ mein janti hoon puttar .. par … meri dili tamanna ..”
Priya “ dadi ,,…… plz samjho naa…yeh possible hi nahi hain …..”
Dadi “ tu yeh kya keh rahi hain .. bhali change toh hain….”
Priya “ dadi kaise samjhayon app ko dadi …”
Dadi “ tu kya samhal nahi payegi ek aur bacche ko…”
Priya “ theek hain .. ek baat batao….”
Dadi “ kya….”
Priya “ chalo mein maan leti hoon app ki baat .. aur agar iss bar bhi
beti hui toh kya app mujhe fir se … bolenge….”
Dadi “ nahi jotish ne kaha hain golu aur teri … “
Priya cut her and hugged her and said “ dadi … dadi … plz…. Samjho
naa…. Aur samuya aur rishab hain naa… unn dono ka kabhi naa kabhi aulad toh
hogi naa…. Aur wo hum dono ka ….”
Kk entered and said “ kya ho raha hain…”
Priya “ dadi ka phir se wahi AIR …”
Kk “maa.. samuya aur rishab hain naa… priya aur ram ki Peehu hain
naa….”
Dadi “ Peehu meri .. raaj kumara hain… rani baan ke raaj karegi … iss
khandan mein…. Koi ankh utha ke bhi dekhe ga uss par .. toh mujse buda koi nahi
hoga.. aur iss ghar ke iss khandan ke hare k cheez par uska … sab se pehla haq
hain aur humesha rehega….”
Priya “ toh app Peehu se itna pyaar kartein hain toh app ko pota kyun
chahiye dadi …..”
Dadi “ priya puttar Peehu kisi aur ki amanat hain… tum dono ke naam age
le jana wala bhi toh chahiye aur kis baat ki kami hain .. humarein paas .. bol
puttar … toh tuje aur golu ko aitraaz kyun hain….”
Kk “ maa.. chodo naa….”
Priya ‘ dadi …”
Dadi “ chal mein aaj ke baad aur .. kuch nahi bolungi …”
Kk “ jao priya …’
Priya came out of the room she meet saumya ..
Saumya “ kya hua mu aise … aloo ke tarah kyun fula huya hain.. wo toh
raja aur rajkumari ka…”
Priya irritatingly said “ shut up ….tum log kuch karte toh nahi hpp aur
tension mujhe leni padti hain…”
Saumya “ meine kya kiya….”
Priya “ 5 saal ho gaya … shaadi
ka….”
Saumya “ haan….”
Priya “ toh abb de dena dadi ko ek pota…”
Saumya “ bhabi ….”
Priya “ are yaar tum dono mujhe relief dila sakte hoo.. plz maa
bachale…..”
Ram came back from office…. He said “ kya ho gaya .. kisse bacha legi
yeh tumhe…”
Priya “ wohi … dadi ka….”
Ram “ oh!!! Mein baat karoon….”
Priya “ rehne dijiye golu ji … mein convince nahi kar paa rahi hoo
karenge app.. pehli baar ka … yaad hai mujhe aaj bhi ….”
Ram “ toh … yeh (pointing to saumya ) kaise help karegi … tumhe….”
Priya “ app intni jaldi aa gaye kyun….”
Ram “ vik ke saath plan hua hain … neha ne kuch nahi bataya….”
Priya “ nahi wo mera phone …”
Ram “ dabba phir se…”
Priya “ iss bar dead … naya lena padega…”
Ram “ kya………..kya bola…. Suna nahi meine…”
Priya “ naya lena padega …..”
Ram “ haan abb jo phone khareed ke dunga wahi lo gi samjhe….”
Priya “ par aisa phone dena jo mujhe samjh aye …”
Ram “ haan haan haan…. Abb ready ho jao bachho ko le kar lunch ke liye
jayenge….”
Priya “ ok….”
Ram “ saumya tu kaise help karegi iska….”
Priya “ app chalo … idhar …’
Ram smiled naughtily and said “ kyun itni …. Jaldi kiss baat .. ki ..”
Sumauya laughed and priya said “ chalooooo.. and took him from
there……..
Resturant ….
Ram vik neha priya …. And the kids are sitting on another table….
Neha “ so kaha jayenge iss baar ….”
Priya sipped her soup and looked into her new phone…..
Ram took the phone and said ‘ rakho isse yaar….’
Priya” are samjhne toh dijiye….”
Ram “ sikha dunga … mein…. Abb batayon … kaha jayenge iss baar…..”
Priya “ who toh neha ka department hain….”
Ram “ bol neha ….”
Neha ‘ hmmm hmmm hmmm spain….. kaisa rehga…..”
Ram “ spain …. So priya,….’
Priya “ I have no problem…..”
Vikram ‘ so spain done…. Ram tu travel agent ko bol de and this time my
expenses peechli baar tera tha..”
Ram “ ok ok … tickets mera .. baki ka tera ….. theek hain…”
Vik “ yeh cheating hain….
Ram “ koi cheating nahi hain .. yehi hoga ……”
Priya “ are baba … baccho ko toh bolo …. She turned and said “ kids…”
The kids turned to her…
Priya “ so this time .. destination spain………………….”
Kids clapped and rahul took the charge to make them understand how
beautiful is spain and all that….
Neha “ priya chalo hum log baccho ko le kar ghar chalte hain… inn dono
rehne doo…”
Priya : haan chalo waise bhi meri lunch toh ho gayi hain …”
Ram “ tum sirf kya soup khayogi ……”
Priya “ haan mein soup mein hi
theek hoon……”
Ram “ ok chalo sham ko milte hain…”
Priya “ ok bye……”
Priya neha … left …. Wd the kids ………..
Ram ad vikram … sat there ….
Ram “ vikram ek baat kehna tha tuje…..”
Vikram “ haan bol ….’
Ram “ do mahine se priya ko time nahi de paya ….”
Vik “ gussa hain ….”
Ram “ nahi .. re…. gussa nahi hain .. but I want to give her time……”
Vik “ toh de naa…..”
Ram “ nahi kahin le jana chahta hoon use ….”
Vik “ kahan .. jana hain .. bol…..”
Ram “ nahi …. …. Kahin akele le jana hain use….”
Vik “ kahan jana hain bol ……”
Ram “ tu bol naaa…” he said irritatingly ….
Vik “ chid kyun rah… hain bol naa…. Mujhe fix karna hain …..jagah …..”
Ram ‘ toh kar naa…..”
Vik “ kaisi jagah wo toh bol …”
Ram “ jo Mumbai se jada door naa ho aur jaha jada … koi jata nahi hain
…. Iss season mein…..”
Vik “ hmmm.. hill station jayega… mera ek client ka …. Ek chota sa
bunglo bhi hain .. koi nahi rehta …. Sirf … security hain udhar….”
Ram “ kahan …”
Vik “ matheran…..”
Ram “ hmmm… do din ke liye ho payega…..”
Vik “ haan kyun nahi …..”
Ram “ toh fix kar kal sham ko niklunga .. Saturday stay karunga .. aur
Sunday ko wapis…..”
Vik “ priya manegi naa….”
Ram “ wo mujh par chod … plz…..”
Vik “ theek hain mein confirm karta hoon .. rook…” vik called his
client…… he talked with him and said “
le bhai yeh toh confirm ho gaya … abb priya ko manane ka jimma tera .. aur
baccho ko mere paas rakh dena .. mein neha ko le ka kal subhah ata hoon ok…”
Ram hugged vik and said “ thanks yaar… mein priya ko mana lunga … dnt
worry ….”
Vik “ hum dono ke beech mein …. Yeh thanks kaha se aa gaya .. haan….”
Ram “ sorry …”
Vik “ abb sorry…”
Ram “accha …. Rook…..” he hugged tightly .. vik and so do vikram and
then they left for their home
That night…..
Raya’s room…
Ram came in and looked at the watch …
Ram “ 9 baaj rehe hain aur tum sone chali ….”
Priya “ ram aaj sukoon ki neend ayegi …. Xms jo khatam ho gayi meri…..”
Ram “ tumhari ??” he closed the door….
Priya “ aur nahi toh kya… bacche likhte hain … “
Ram “ oh .. toh bacche kaha hain…”
Priya “ rishab ke saath khel rehe hain… accha good night …..”
Ram ‘ haan par ek kaam karogi meri ….”
Priya “ kya ….”
Ram “ mere kal ka suit nikal ke rakhogi .. plz…..”
Priya “ iss mein plz ki kya hain .. meeting hain kya subhah….”
Ram “ hmm… haan….”
Priya went to the changing room….ram silently went behind her…
Priya was going to open the closet… ram hugged her from behind…
Priya “ ram kya hua…..”
Ram “ kuch nahi …..”
Priya “ rammmm….”
Ram made his grip stronger ….
Priya “ kya baat hain aaj badi romantic mood hain app….”
Ram “ kuch chahiye tumse…..aur kuch dena hain mujhe tumhe ….”
Priya “ kya ?? boliye….”
Ram turned her to himself and hold her near … and said looking into her
eyes .. do din …. Tumharein do din…. Aur mere do din tumhare…..
Priya “ ram app… yeh…”
Ram “ plz naa maat bolo … plz.. dekho last do month … tum bhi baccho ko
lekar busy the ,,….mein office le kar …. Busy tha … plz .. do din priya…..”
Priya “ theek hain ram.. mujhe koi problem nahi hain … app ke saath
time spend karna mujhe … mere sab se important kam hain…..”
Ram hugged her … priya hugged him back ….
Ram “ sirf hum dono …..”
Priya broke the hug and said “ aur bacche….”
Ram “ neha … rakh legi … aur ghar mein bhi toh sab hain na….”
Priya “ baccho ko …kya bolenge …”
Ram “ that u leave up to me..”
Priya “ kahan le jayenge mujhe…..”
Ram “ surprise ….”
Priya “ boliye naa…..”
Ram “ jahan sirf tum aur mein rahunga aur koi nahi ….”
Priya “ kya second honey moon ka plan hain kya…”
Ram “ second nahi first hoga ….”
Priya “ kyun Australia .. kya bhool gaye…”
Ram “ chaaa wo kya honey moon tha… naa tum tab mujhe honey lagti thi
naa… dono ne baith ke moon dekha….”
Priya smiled and said “ aaj bahut acche mood mein hain app….”
Ram “ haan toh……”
Priya “ toh abhi chodiye mujhe sona hain plz…..”
Ram “accha….” And he lifted her up in his arms…
Priya “ ram kya …..”
Ram “c hup ….. “
Priya “ ram…..”
Ram “chup ,…..”
He put her down on the bed… priya said “ ram app ka .. suit ..” she
wanted to go .. ram stopped her and said “ mein office nahi jayunga .. kal hi
jayenge hum log….”
Priya “ kahan bolo naa….”
Ram caressed her hairs and said “ so jao priya tumharein liye …
surprise hain ….”
Priya “ theek hain par packing karni hain naa….”
Ram “ mein kar lunga …..”
Priya “ app….”
Ram “ haan mein aur .. yeh saree wari … nahile jayogi … tumharein jeans
aur wo sab kaha hain…”
Priya “ ram .. mein nahi pehenti …”
Ram “ chup…. Ek dum chup … nahi toh chup karwa dunga….”
Priya” toh roka kisne…..”
Ram “ accha….”
Priya smiled and turned aside and said “ good night …..”
Ram smiled and said “ good night .. and left from there switching off
the lights …..
Rishab and saumya’s room….
Peehu ‘ cheating cheating”
Ram “ kya ho gaya…”
Peehu “ dekho naa papa … khush aur chachu cheating kar rehe hain…
Ram saw sidd and ayesha there too..
Sidd “ bhai … Peehu toh .. asani se .. sab kuch … samjh jati hain…’
Ram ‘ meri beti hain .. samjhegi toh jarur … waise … tum log iss week
end kya kar rehe hoo….”
Rishab “ kuch nahi bhai …. Ghar mein hi hain….”
Saumya “ kyun…”
Ram ‘ mein aur priya thoda bahar jayenge ….. thoda …. Kaam hain…peehu
aur khush .. ko samhal payoge… naa….”
Peehu “ papa kaha jayenge app log ….’
Ram “ beta thoda kaam hain … beta…’
Saumya “ haan private…’
Ram ‘ saumya !!!!!”
Saumya “ ok ok … are Peehu … mamma papa ko jane do naa.. hum log bahut
ghumenge….”
Ram looked at Ayesha and sidd…
Ayesha “ jiju .. mein bhi ghar mein hi rahungi …. And we will handle
them…..”
Ram “ aur agar samhal naa pao then neha ke .. ghar bhej dena waise bhi
kal subhah wo log ayenge … Peehu aur khush ko le jane …..”
Saumya ‘ ok raat ko mein le ayungi ….’
Ram “ thank you and khush Peehu
chalo aaj hum dono ke saath good night … karoge naa….”
Peehu and khush jumped and said “ yes… yes .. yes,……..”
Ram took them …. Nd went to their room……
Ram saw priya sleeping….
Peehu said “ papa mamma so gayi naa…”
Priya “ Peehu .. mein abhi tak .. jagte huye so rahi hoon….”
Peehu and khush ran to priya … they lied down by her Peehu at one side
and khush at other side …ram smiled and sat on the couch ……
Ram ‘ mein aaj idhar so jata hoon …”
Priya ‘ kyun … idhar so jayiye naa….”
Peehu “ mamma…. Mujhe story sunayo naa….”
Priya “ ram idhar ayiye naa…..”
Ram “ are mein soyunga toh jagah kam ho jayegi jaise dono … soye hain
…..so jao naa… priya … aur dono ko sula do .. aur subhah neha ayegi dono ko
lene .. aur rishab saumya aur sidd Ayesha .. sab rehenge …. So no tension….”
Priya “ ok .. good night.. come on baccho papa ko good night karo …”
Peehu and khush ran to ram and kissing him on the cheeks and greeting
him good night came back to priya …. And lied down… by her …”
They cuddled near …. Priya and dozed off to sleep ……
Precap ::
Ram priya together …. At matheran… ram getting irritated …….
Ram made very nice plan to get Priya all alone... but Sid Aayesha is taking on my nerves they are surly up to something anyway happy RaYa is together & no more mistakes from Peehu till now moving to read next...
ReplyDelete